EMAIL ACCOUNT KA PASSWORD KAISE CHANGE KARE|HOW TO CHANGE GMAIL ID PASSWORD? Full Guide Hindi Me

EMAIL ACCOUNT KA PASSWORD KAISE CHANGE KARE|HOW TO CHANGE EMAIL ID PASSWORD?  Full Guide Hindi Me



Hello Dosto, Main Sushil Kumar Aap Sabhi Ko Mere Blog "DailyNewThing.Blogspot.ComMe Bahut Bahut Swagat Hai. Dosto Aaj Ke Es Article Me Hum Sikhenge EMAIL ACCOUNT KA PASSWORD KAISE CHANGE KARE? HOW TO CHANGE GMAIL  ACCOUNT PASSWORD? Dosto Aap Bhi Apne Email Id Ka Password Change Karna Chahte Hai To es Article Ko Suru Se Lekar Aakhir Tak Jarur Pafhiyega Kyuki Main Es article bahut Hi Simple Aur Ashan Me Email Id Ka Password Change Karne Ka Tarika Bataya Hu.  Dosto Agar Aapne Abhitak Email Account Kaise Hai Nahi Jaante Hai To plz niche Diye Gaye Link Par ClicK Karke  Sikh sakte haI obhi  Free Me.



HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ACCOUNT-PASSWORD
HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ID-PASSWORD

Bahut Saare Log Confuse Hojati Hai ki gmail Or Email Ye Do Alag Alag hai ya Ek Hai. Dosto Main Batadu ki Gmail par Banae Hue Account Ko Hi Email Account Kahti Hai. Aap Chahe To Gmail Account Kahiye yaa Email Account Koi Fark Nahi Parta Hai, kyu ki Baat to Ek hi Hai. Es Duniya Me Lagbhag 95% Log Gamil Account Use karte hai. Es gamil Account me Ham Bahut Saare important email Store karke Rakh sakte hai.

 Gmail, Google Duwaara Di Gai Free Service Hai. Gmail par  Account banane ke liye Paisa nahi lagta hai Aap Bilkul Free me account Bana Sakte Hai. Ek hi Gmail Account Baana kar Google Ki Saare Service Ko Use Kar Sakte Hai. Jaise ki Google, Google plus, Google Drive, Google Map, Google Photos, Playstore, Youtube etc. en Saare Application ke Liye Ek hi Gmail Account Kaafi Hai.


Eske Alwa bhi ek hi Gmail Account Se Aur Bahut Saare Account Banakar Ham Use kar Sakte Hai. Jaise ki Facebook Account, Youtube Chanel, Bogger Account, Twitter Account etc. Aur aesi Bahut Saare page hai Jaha par Enter Karne ke liye Apna Gmail Account se Singup Karna Parta hai, Tab Jaake  Ham Uss page Me Enter Kar Pate Hai.


Q #1. Kya Password Change Karna Jaruri Hai?


Ji H doato Apna Gmail account Hack Hone Se Bachane ke liye Hume apna Gmail Account  Password Every 3 to 6  months Ke Baad Change Karta rehna chahiye. Jab Ham Apna Gamil Account Se Etne Saare account banake Use Karte hai Aur Hamare Password Stroge Nahi Rahega To Koi Bhi Hacker Hamare Account Ko Hack Karke Hume Bahut Bada Musibat Me Daal Sakta Hai. Esliye Hume Apna Password Hamesa Strog Hi Rakha Chahiye Aur Sefty Ke Liye Every 3 to 6 Months Me Change Karata Rehna Chahiye.


Q #2. Strong Password Kaise Banaye?

Strog Password Banana Bahut Hi Aashan Hai. Jaise Ki Jabhi Hum Apna Koi Bhi Account Ka Password  Banate Hai To, Es Tarike se hum apna Strong password Bana Sakte Hai.

 Exmple for [ Yadav331 ] 

Esme Alphabet ke Sath Sath Number Ka Bhi Use Kare, jise humra Password Strong Hojata Hai.

Dosto Agar Ese Bhi Jada Strog Password Bana Chahte Hai to es Tarike se Bana Sakte Hai. 

Exmple For: [ Yadav&sk@224 ]

 Yese Password Bahut hi Jada Strog Hoti hai Esme Alphabet, Number Aur Symbol ka bhi Use Kiya huwa Hai. yese Password Hack Karna Muskil hi Nahi Namunkin bhi Hai. Yese Password Bala Account Koi bhi Hacker Hack Nahi Kar Sakti Hai. Ek Baat dhyan me Rakhe Ki Jab aap koi Password Banate Hai To Aisa Word Chune jo Aapko Bhi yaad Rahe.

Dosto, Ab Aapko Jada Time Na Lete Huye Sidha Topic pe Chalte Hai. Dosto Gmail Account Ka Password Change Karne Ka Kai saare Tarika Hai. Par Aajke Es Article Me Main Sabse Easy Aur Simple Tarikese Password Kaise Change Karte Hai Batane Bala Hu. Bas Aap 2 minets me Apna Gmail Accoun Ka Password easily Change Kar Sakte Hai. To Chaliye Hum Ese Step By Step Jante Hai. Aap Mere Bataye Gaye Step Ko Achhe Follow Kare.

 Step1. Aap Sabse Pahile Apne Mobile Ke Chrome Browser Open Karlijiye Aur Search Box Me 'Change Gmail Password' Type Karke, Enter Par Click Karde. Aap Niche Screenshort Me Dekh Sakte Hai.
HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ID-PASSWORD
HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ID-PASSWORD


step2. Ab Aap Thore Niche Jaye, Ab aapko Oha Par Ek Link Milega 'Change Password - My Account' Ke Naam Se, Aap ko Us Par Click Kardena Hai. Agar Aapko Koi Dikat Hai To Niche diye gaye Screenshort Ek Baar jarur Dekhle.
HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ID-PASSWORD
HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ID-PASSWORD

 Step3.  Es page me Aap jees Email id Ka Password Change karna Chahte hai uss Email Id Ka Email Address or Password Daal kar Login hojaye. Aap sab niche Screenshort Me dekh Sakte HaI.

HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ID-PASSWORD
HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ID-PASSWORD


Step 4. jaise hi aap next par click karenge Aapke Samne Feer se Naya page Open Hoga Es Page Aapko do baar New Password Daalne Ko Kahega Aur Dono Password Same To Same Aur naya bhi Hona Chahiye. Aapke Samne Do Box Hai Dono Box me Password Daalne Ke Baad 'Change Password' Par Click Kar dijiye.  Aap niche Screenshort Me dekh Sakte Hai.
HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ID-PASSWORD
HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ID-PASSWORD


(Note:- Password Dalne Time Daad Rakhe ki Ese Pahile Daala Huwa Password Duwara Daalne Par sport Nahi Karega. Esliye Jab Password Daalte Hai To bilkul New Password Hi Daale)

Step 5. Jaise Hi Aap Change Password Par Click Karte Hai oha par Ek New Page open Hoga. Ab Aapse  Bolega ki Ye Password Save Karna Chate Hai To Save Par Click Kare. aapko save par click kardena hai. Jaise Hi aap Save Par Click Karenge Aapka Samne Security Check up Aayega uske Niche Ek Massage Hoga Ki ( Your Password Was Changed) Eska Matlab Hai Ki Aapka Password Change Hogaya Hai. ab Aap Start Par Click Kar Dijiye. 

HOW-TO-CHANGE-EMAIL-ID-PASSWORD
HOW-TO-CHANGE-EMAIL-PASSWORD


Ji H Dosto, aap Es Tarh Se  Apna Gmail Account Ka password ashani se Change Kar Sakte Hai.

Read Also:


• instagram Account Kaise Banaye?

• iti kya hai? iti karne se kya Faida Hai? iti ke puri Jankari Hindi me



Dosto Aapko Mera ye Articl  GMAIL  ACCOUNT KA PASSWORD KAISE CHANGE KARE? HOW TO CHANGE GMAIL ACCOUNT PASSWORD? Kaisa Laga. Dosto es Artical Se Related koi bhi salaah sujhab dena chahte hai  to plz niche comment box me jakar hame comment jarur kare. Mujhe aapko HELP karke bahut khusi hogi. Dosto ab aap aasani se  Gamil or Email Account Ka Password Change Kar Sakte Hai. Dosto aapne Eske baare me  jaan chuke hai Aur aap  Asani se Gmail Account ka password change Kar sakte hai. agar aap Chahte Hai ki Es ke baare me aap ka dosto ko pata chale to plz ushe bhi SHARE karke Help karde, taaki aapki dosto ko bhi es baareme malum hojay. Dosto aap sab esi tarh hamare blog "DailyNewThink.Blogspot.Com" par aate rahiye, Main bhi aapko Help Karne ke liye  new new topic lake aate rahunga. To Chaliye dosto Hum fir se milte hai new topic pe tabtak ke liye bye bye...



            💖  Thank You So Much  💖 

                     Author:- सुSHiल
            


        DailyNewThink.blogspot.com





Previous
Next Post »

Thank You ConversionConversion EmoticonEmoticon