GOOGLE DRIVE KYA HAI, GOOGLE DRIVE USE KARNE KA FAIDA KYA KYA HAI, GOOGLE DRIVE KAISE USE KARE ? Full Guide Hindi Me.
Hello Dosto, Main Sushil Kumar Aap Sabhi Ko Mere Blog DailyNewThink.Blogspot.Com Me Bahut Bahut Swagat Karta Hu. DostoAaj Ke Es Article Me Hum Bahut hi important Apps Google Drive Ke Baare Me Baat Karenge. Ji H Dosto Google Drive kya Hai, Google Drive Kase Use Karte Hai, Google Drive Use Karne ka Faida Kya Kya Faida Hai, Google Drive Par Account Kaise Banate hai? en Saare Sawalo Ka Jabab Aaj ke Es Post Ke Jariye Batane Baala hu. Aap Sab Ye Saare sawalo ka jabab Jaane Ke Liye Ye Post Suru Se Lekar Last Tak Jarur Padhe Kyuki Ye Apps Aapko Bahut Hi Kaam Aane baala Hai.
Dosto, Abhi ke Duniya Me Lag Bhag Saare ke Saare Log Mobile use karte hai . Aur Saare Mobile Me Tarh tarh ke Apps Rehte Hai. Aapke Mobile Me Bhi Bahut Saare Apps Honge. Kitne Apps download karke Rakhte Hai to Kitne Mobile Ke Set Me Hi Rehta Hai. Hum jis Apps ke Baare Me Jaante Hai O Apps Ham Use Karte Rehte Hai Aur Jis Apps Ke Baare me Nahi Jante Hai Use Ham Osahi Chhor Dete Hai, Ye Soch kar Ki Ye koi kam ka nahi hai. Par Aisa Nahi Hai Dosto Ye jo Mobile Set Ka Jo Apps Hai O Sare Ke Saare Bahut Hi Kaam Ka Hota Hai. Aapke Mobile Me Ek Yese Apps ke Baare Me Batane Baka hu Jiske Faide Sun kar Dang Reh jaao ge. ek Yese Apps Hai Jise Use karne Ka Faida Sayad Hi Aap Jante Honge. Agar Aap Jaante Hai To Thik Hai, Agar Nahi Jaante Hai To Es Post Ke Jariye Jarur jaan Jayenge. Us Apps Naam Hai Google Drive. Ji H Dosto Google Drive. To Chaliye Hum Sabse Pahile Jaante Hai ki Google Drive Kya Hai.
Q1. GOOGLE DRIVE KYA HAI?
Google Drive Yeh Ek Application Hai, Har New Android Mobile Me Pahle Se hi install Huwa Rahta Hai, Agar Aapke Mobile Me Nahi Hai to Aap Essaly Playstore Se Download Kar Sakte Hai. Yeh Application Aapke Mobile Me Drive Naam Se install Rehta hai. Google Drive, Naam Sehi Pata Chal Jata Hai Ki Ye Google Duwara Di Gai Free File Storage Service Hai. Google Drive Par Ham Online Duwara Apna Kisi bhi tarh video, Addio, photos, Folder, File ect. Storage Karke Rakh Sakte Hai.
Google Drive ek cloud storage Ke Rup Me Hamare Deta ko Save Karte Hai. Es Par Upload Huwa Deta Duniya Ke Kisi Bhi Kone Se Aur Kisi bhi Device Par Ham Apna Deta access Kar Sakte Hai. Jab Ham Mobile Chalte Hai To Mobie Me Kitne Bhi GB ka Ram, Memory Card Yaa Feer Pen Drive kyu Na ho O Ek Din Kam Pad Hi Jate Hai. Yase Me Hum Google Drive Ke Saheta Se Es Par upload Kar Ke Rakh Sakte Hai. Dosto ab Chaliye Hum Jaante hai Ki google drive Use Karne Ka Kya Kya Faida hai.
GOOGLE DRIVE KYA HAI |
Dosto, Abhi ke Duniya Me Lag Bhag Saare ke Saare Log Mobile use karte hai . Aur Saare Mobile Me Tarh tarh ke Apps Rehte Hai. Aapke Mobile Me Bhi Bahut Saare Apps Honge. Kitne Apps download karke Rakhte Hai to Kitne Mobile Ke Set Me Hi Rehta Hai. Hum jis Apps ke Baare Me Jaante Hai O Apps Ham Use Karte Rehte Hai Aur Jis Apps Ke Baare me Nahi Jante Hai Use Ham Osahi Chhor Dete Hai, Ye Soch kar Ki Ye koi kam ka nahi hai. Par Aisa Nahi Hai Dosto Ye jo Mobile Set Ka Jo Apps Hai O Sare Ke Saare Bahut Hi Kaam Ka Hota Hai. Aapke Mobile Me Ek Yese Apps ke Baare Me Batane Baka hu Jiske Faide Sun kar Dang Reh jaao ge. ek Yese Apps Hai Jise Use karne Ka Faida Sayad Hi Aap Jante Honge. Agar Aap Jaante Hai To Thik Hai, Agar Nahi Jaante Hai To Es Post Ke Jariye Jarur jaan Jayenge. Us Apps Naam Hai Google Drive. Ji H Dosto Google Drive. To Chaliye Hum Sabse Pahile Jaante Hai ki Google Drive Kya Hai.
Q1. GOOGLE DRIVE KYA HAI?
(WHAT IS THiS GOOGLE DRIVE)
Google Drive Yeh Ek Application Hai, Har New Android Mobile Me Pahle Se hi install Huwa Rahta Hai, Agar Aapke Mobile Me Nahi Hai to Aap Essaly Playstore Se Download Kar Sakte Hai. Yeh Application Aapke Mobile Me Drive Naam Se install Rehta hai. Google Drive, Naam Sehi Pata Chal Jata Hai Ki Ye Google Duwara Di Gai Free File Storage Service Hai. Google Drive Par Ham Online Duwara Apna Kisi bhi tarh video, Addio, photos, Folder, File ect. Storage Karke Rakh Sakte Hai.
Google Drive ek cloud storage Ke Rup Me Hamare Deta ko Save Karte Hai. Es Par Upload Huwa Deta Duniya Ke Kisi Bhi Kone Se Aur Kisi bhi Device Par Ham Apna Deta access Kar Sakte Hai. Jab Ham Mobile Chalte Hai To Mobie Me Kitne Bhi GB ka Ram, Memory Card Yaa Feer Pen Drive kyu Na ho O Ek Din Kam Pad Hi Jate Hai. Yase Me Hum Google Drive Ke Saheta Se Es Par upload Kar Ke Rakh Sakte Hai. Dosto ab Chaliye Hum Jaante hai Ki google drive Use Karne Ka Kya Kya Faida hai.
Q2. GOOGLE DRIVE USE KARNE SE KYA KYA FAIDA HAI.
• Dosto Google Drive Use Karne Ka Sabse Bada Faida Ye Hai Ki Es Par Hume 15GB Free Deta Storage Karne Ko Milta Hai, Jis Par Hum Apna Kisi Bhi Tarh ke Files, Docoment, Photos, Videos, folder etc. Upload Karke Rakh Sakte Hai.
• Eska Sabse Achha Faida Yeh bhi Hai Jo khas Kar Mujh Bahut jada Pasnd Aaya, Google Drive Par Aap Jo Bhi Deta Upload Karke Rakha Hai, Wo Saare Deta Duniya Ke Kisi Bhi Kone Se, Kisi Dusre Device Par bhi Aasani Se Recover Aaneki Nikal Sakte Hai. Jaise ki Mobile, Tab, Laptop, Computer etc. Par Aap Apna Deta Waapas Nikal Sakte Hai.
• Hum Apna Mobile Par Upload Kiya Huwa Deta Kisi Dusare Ki Mobile se Yaa Computer Se Recover Kar Sakte Hai. Google Drive Recover Ke Liye Sabse Best Service Maani jaati Hai.
• Es Application ko Download Karne ki Jarurt Nahi Hai Kyuki Ye Apps Saare Android Mobile Me Alrady Installed Rahti hai.
• Google Drive Mobile aur Computer Dono par use Kar Sakte Hai.
• Agar Hume 15 GB Se Jada Space Ki Jarurt Hai To Google se Kharid Ke 15GB Se Jada Space Pa Sakte Hai.
• Eska Ek Aur Bahut Bada Faida Hai, Alag Alag Gmail Account Se Login Kar Ke 15GB Feer Paa Sakte Hai. Jitne Gmail Id Se Login krenge Utne 15GB Free Space Milta Rahega.
• Mobile, Computer Yaa Pen Drive Lekar Jaanke koi Jarurat Nahi Hai. Apna Gmail Account Se kisike Bhi Internet Conection Bala Mobile ya computer Se apna Data recover kar sakte hai.
• Google Drive Me Saalo Saal Tak Apna Deta Save Karke Rakh Sakte Hai. wo bhi Bilkul Safe.
• Google Drive Ka Ek Aur Best Features yebhi hai, esme easily Access Kar Sakte HaI. Saath hi Apni Deta Dusro ke Saath Share bhi Kar Sakte Hai.
• Google Drive na kewal Aapke Files Aur Folders ko Store Karti Hai, Balki Wo unhe Sahi Tarike Se Arrenge Bhi Karte hai.
• Agar Aapka Phone Gum bhi Hojay to bhi aapka Data hamsa aapki drive Me Safe Rahega. Agar aap Drive ko Use karte Hai To Aap Apne Gmail Account Se Login Karke access kar sakte Hai.
• Humare Pass Jitne Bhi important deta ya photos, video Hote Hai, Hum Use Pen Drive yaa Hard Disk me Rakhte Hai agar Pen Drive ya Hard Disk Achhan Karab Hojaye ya feer Gum Hojaye To, Hum jitne Bhi important deta Save kar Ke Rakhe O Saare Deta, Hum Hamesa Hamesa Ke Liye Khodenge. Agar Ohi Data Hum Online Save Rakhate Hai To Hamesa Safe Rahega Aur Jarurt padne par Hum Kahise Nikal bhi sakte Hai.
• Google Drive Par Photos, videos, files, document aadi Upload Karke Save Karne par Usse Delete Hone Ka Khatra Nahi Rehta Hai. Aur Google Duwara Digai service ke Karan Eske Security Bhi Bahut High Hoti Hai. Esliye Hume chinta karne Ki Koi Jaruri Nahi Hai Ham Bindas Hokar Ham Espe upload karke Rakh Sakte Hai.
Dosto, Yeh Saare Google Drive Use Karne Faida Hai. Dosto Aap Etne Saare Faida Jaan Kar Aapka Man To hogaya Hoga Google Drive Use Karne Ka, Par Abhi Ek Sawal Hai Ki Google Drive Account kaise Bnaye? Aur Google Drive Kaise Use kare ? To Dosto Chaliye Hum yebhi Jaan Lete Hai.
Q 3. Google Drive par Account Kaise Banaye.
Dosto, Google Drive Ke Liye Alag Se Google Drive Account Banane Ki Jarurt Nahi Hai. Humare Pass Jo Gmail Account Hai. Usi Gmail Account Se Hum Google Drive ko Login Karke Use Kar Sakte hai.
Dosto Agar AapKe Pass Email Id Nahi Hai To Niche Ke Link Par Click Karke Sikh Sakte Hai Email Account Kaise Banate Hai.
Related Post:
Q 4. Google Drive Use Kaise Kare?
Dosto, Hum Google Drive Ka Use Online Internet Duwara Kar Sakte Hai. Google Drive ka Use karane Ke Liye, Humare Pass Ek Internet Conection Bala Mobile Aur Saath Hi Ek Gmail Account Hona Chahiye. Agar Google Drive apps, Aap Ke Mobile Me Nahi hai To Google PlayStore se Download kar Sakte Hai. Oese To New Mobile Me Already installed Raheta hai. Ye Aapke Mobile me DRIVE Naam Se Installed Rahta Hai.
Dosto, Google Drive Par Hum Apna deta Kaise Upload Kare aur Saare Setting Kaise Use kare. Ye Sab Jaane ke liye Chaliye Hum Aapko Step By Step Batate Hai. Niche Diye gaye Saare Step Ko Achhe Se Padhe Aur follow kare.
Step1. Sabse Pahile Aap Apne Mobile Me installed Huye Google Drive Par Click Karke ushe Open Kar Lijiye.
Step 2. Ab Agar Aap 1st Time Google Drive Use Kar Rahe Hai to Aapke Screen par 3 (three) Massege Aayega. Jaise Ki Niche Screen Short Me Dekh Sakte Hai
1st Messeage ( '15 GB Free, A Safe Place For All Your Files, You Get 15 GB Of Free Space For all Your Photos and document and More' ) es me aapko 15 Gb Free Space mil sakte Hai. jis Me aap Apna photo and document aur bahut kuch upload kar karke rakh sakte hai. Es me Jo photos and document rakhte hai o bilkul Safe aaneki Surachhit Hai.
Ab Aab Skip par click kare yaa feer Aage message Dekhane ke liye next yaa arrow par click kare.
2nd Message ( "Access everywhere, Reach your files from any Device anywhere" ) ye message me keh rahe hai ki Aap Apna upload kiya huwa files kahi se aur koi bhi device se nikal sakte hai.Skip kare yaa feer next par click karke next Message Dekhe.
3rd Message ( 'Share With Anyone, Give Others Access To Any Files or Folder you choose' ) es Message me keh rahe hai ki aap es application se kisi ko bhi apna chhuna huwa files and folder share kar sakte hai. ab aap DONE par Click karlijiye.
Step 3. Ab Aapke Samne new page open hoga. agar aapne pahle se Loging nahi kiya hai to Left Side ke corner par Click karke Login Hojaye. Jaise Ki aap nich Screenshort me dekh Sakte haI main es par Pahle se Login hu.
Step4. Login Hone ke Baad . Ab Aapke Screen Par (+) Plus ka Pption Show Kar Raha hoga, ab Aap Ko Us Plus par Click Karna hai.
Step 5. Jaise Hi aap Plus Par Click Karte hai To, Aapke Samne 6 (six) Option Aayega. Niche Screen Short Me Dekh Sakte Hai.
1st option:- Folder - Koibhi Files Ya Photos videos Upload Karne Se Pahile Aap Apna Folder Banale Taki Baadh me Dhundhne me Ashani Hoga. aur separate separate bhi rahega. aap es Option Se Folder Bana Sakte Hai.
2nd Opion :- Upload - Aap Es Option Se Apna Deta Upload Kar Sakte Hai. Eske liye Ka screenshort dekhe or niche Ka Line padhe.
• Sabse Pahile Upload Par Click kare.
• Ab Jo aap Upload Karna Chahte Hai Use Select Kare.
• Jaise Hi Aap Select Karenge o Aapke Google Drive Ke Screen Par Aajaye ga, Ab Aap usi pic Me gol baale Arrow Par Click Kare.
• Jaise Hi Aap Arrow Par Click karenge Aapka Deta Upload Hone Lagega. esi Tarh Se Aap Apna Deta Upload Kar Sakte Hai.
3 rd option:- Scan - Ye ek Camera Hai, Jise aap Scan Karke Sidha Upload Kar sakte Hai. Saath hi Esme aur bahut Sare option hai jaise ki Crops, colour change, delete, page rename,scan, Rotase, setting etc. aap photo ko editting Karke Uplad kar Sakte Hai.
4th Option:- Google DOCS - Ese online document banane ke liye Use karte hai.
5th Option Hai:- Google Sheet :- Es ko kamdar ke work sheet Banane ke liye use karte hai.
6th option:- Google Slides :- powerpoint me prastuti aadi ke liye upyogi save and share kar Sakte hai.
Ye to rahi Google Drive Par Upload Karne Ki Setting, Par Google Drive Par Uplaod Ho Chhuki Kisi Bhi Files, document, Photos, Videos etc Ka download, Move, Rename, Share Aur Delete Kaise Kare. Ye Sab Jaane Ke Liye Niche Screenshort Dekhe, Aur Main Niche Ye Sab Ke Liye chhota Sha Jankri Dedeta Hu. Jise Padhne Ke Baad Aapko sab Malum hojayenge. To Chaluye Ye Bhi Ham ek ek Karke Jaanlete Hai.
* Ye Sab Karnke Ke liye Sabse Pahile aap apna Deta ko Select Karle.
* Ab Aab Three Dot ... Par Click karle.
* Jaise Hi Aap three dot ... par Click Karenge, Aapke screen Par Saare Show Karne Lagega. Yha Par Bahut Saare Option Hai Par Main Kuchh important Option Kehi Baare Me Baat Kargne. To Chaliye Kon Kon Sa Jada important option hai.
1St Option Hai, Share ka es par Click karke Ham apni document ko Share Kar Sakte Hai.
2nd Option Download Hai, Ham es Par Click Karke Upload Deta Ko Computer, Mobile, Pen Drive etc me Download Kar Sakte Hai.
3rd Option Move Hai, Hum es Par Click Karke Ham Apni Deta Ko select karke Ek Folder Se Dosre Folder Me Rakh Sakte Hai.
4th Option Rename Hai, Ham es Par Click kare Upload Deta Ko Name Change Kar Sakte Hai.
5th Option Delete/ Remove Hai, Es Par Click Karke Hum Apni Upload Deta Ko Hamesa Hamesa ke liye Delete Kar Sakte Hai.
READ ALSO:
Dosto Ye Rahi Google Drive Ke Full information es Post Hum Google Drive Kya Hai, Google Drive Kaise Use Karte hai, Google Drive Par Apni Deta Kaise Upload Karte Hai, Google Drive par Upload Huwa Deta Ko Kaise delete, move, rename, share etc Karte Hai ye jaana. Dosto Google Drive Google Ka Hi service hai Es Par Aap Aakh Band kar Ke Bishwa Kar Sakte Hai. Es Me Upload Deta Koi bhi Nahi Dekh Sakta yha Tak Ki Google Drive Ka Karamchari Bhi Nahi Dekh Sakta Hai. Esliye Aap Es Par Pura Bharosha Kar Sakte Hai.
Main Aasha karta hu, Aapko Mera ye post aapko pasand aaya hoga. Dosto es Blog me jitne bhi post huye hai us post se related koi bhi salaah sujhab dena chahte hai to plz niche comment box me jakar hame comment jarur kare. Mujhe aapko HELP karke bahut khusi hogi. Dosto ab aap aasani se Google Drive Use Kar Sakte Hai. Dosto Es Post ke baare me Aap to jaan chuke hai Aur aap ese presani Se Use Kar Sakte hai. agar aap Chahte Hai ki aapki dost bhi es application ko use Kare To plz ushe bhi SHARE karke Help karde taaki aapki dost bhi ese Use Kar Sake. Dosto aap sab esi tarh mere blog DailyNewThink.Blogspot.Com par aate rahiye, Main bhi aapko Help Karne ke liye new-new topic lake aate rahunga. To Chaliye Hum feer se milte hai new topic Saath tab tak ke liye bye bye...
💖 Thank You So Much 💖
Author:- सुSHiल
Thank You ConversionConversion EmoticonEmoticon