FACEBOOK ADD FRIEND BUTTON KAISE HIDE or Unhide Kare | Full Guide In Hindi

FACEBOOK ADD FRIEND BUTTON KAISE HIDE or Unhide Kare | Full Guide In Hindi

Hello Friends, Main Sushil Kumar Aap Sabhi Ko Mere Blog DailyNewThink.BlogSpot.com Me Bahut Bahut Swagat Karta Hu. Dosto Aaj Ke Article Me Hum Sikhenge Facebook Account Ka Friend Request Button Yaneki Add Friend Button Ko Kaise Hide Kare Ya Chhupaye. Dosto Aap Bhi Chahte Hai Apne Facebook Account Ka Add Friend Button Hide Karna To  Es Article Ko Suru Se Lekar Aakhir Tak Jarur Padhe Or Bataye Gaye Step Ko Follow Kare. Niche Diye Gaye Step Ko Follow Karke Aap Apna Facebook Ka Add Friend Button Bahut Aashani Se Hide Kar Kar Sakte Hai.

Facebook-add-friend-button-hide
Facebook-add-friend-button-hide

Dosto Facebook Add Friend Button Ka Matlab Hota Hai Ki Jis Button Par Click Karke Ham Kisi Dusre Facebook User Ko Friend Request Send Karte Hain Use Button Hum Facebook Add Friend Button Kahte Hai.


Read Also:

• Free Me Facebook account kaise banaye?


• Facebook Ka video Kaise Download Kare Bina Koi App Ke?


• instagram Accout Kaise Banye? 2 Minutes Me


Facebook Account  Add Friend Button Hide Karna Boys Ke Liye Itna Zaruri Nahi Hai Par Girls Ke Liye Bahut Hi Jaruri Hai. Kyuki Kuchh Facebook User Girls ko Friend Request Bhejte Hai aur Agar Girls Use Accept Karlete Hai To Feer Boys Use Message Karke Disturb aur Paresan Karte Rahte Hai. aur Har Din Sakro Friend Request Aate Rahte Hai ab Wo Kis kis Ko Accet Karenge. esiliye Dosto Agar Aap Chahte Hai Ki Koi Aapko Disturb Aur Presaan Na Kare To Apna Facebook Account Ka Add Button Hide Kar lijiye Jise Koi Bhi Aadmi Aapko Friend Request Send Nahi Kar Payenge.


Dosto Fabcook Ek Bahut Hi Bada Social Networking Site Hain Ye To Ham Sab Jante Hai. Facebook Par Har Roz Log Fake ID Banakar Friend Request Bhejte Rehate Hai. Dosto Agar Aap Chahte Hai Ki Koi Fake Id Se Aap Ko Friend Request Send Nahi Kare To Aap Facebook Profile Se Apna Add Friend Button Ko Hide Kar Lijiye. 


eske Baad Aapko Koi Bhi Anjan Aadmi Friend Request Send Nahi Kar Payenge. Dosto Facebook Add Friend Button Hide Karna Ye Bahut Hi Asan Hain. To Dosto Aaiye Hum Aapko Batate Hai Ki Facebook Add Friend Button Ko Hide Kaise Karte Hain. Facebook Account Se Add Friend Button Ko Kaise Hide Kare? Step By Step...


Facebook Add Friend Not Showing – 100% Problem Solved Tips & Tricks✍️👇️😃


Read Also:-

• Facebook Account Se Friend List Kaise HIDE kare? 2 minute me


Facebook Account Ka Add Friends Button/ Friend Request Button Ko Kaise Hide kare? Aashani Se:-

Step 1.
Dosto Sabse Pahle Aap Apna Email Aur Password Daal Ke Us Facebook Id Ko Login Kar Lijiye Jees ID Me Aapko Apna Facebook Friend Request Button/Add Button Hide Karna Hai.

FACEBOOK ADD FRIEND BUTTON KAISE HIDE or Unhide Kare
Facebook-add-friend-button-hide

Step 2.
Dosto Facebook Login Karne Ke Baad Right Side Ke Top Corner Me Aapko ☰ Menu Ka Option Par Click Karna Hai. Aap Niche Sreenshot Me Dekh Sakte Hai.

Facebook-add-friend-button-hide

Step 3.
Dosto Menu Ka Option Par Click Karne Ke Baad Scroll Down Karenge To Aapko "Account Settings" Dikhega. Aap Account Seting Ka Option Par Click Kardijiye. App Screenshot Ka HELP Le Sakte Hai.

Facebook-add-friend-button-hide
Facebook-add-friend-button-hide

Step 4.

Dosto Setting Open Karne Ke Baad Aapko Privacy Ka Option Dekhega Aapko Privacy Setting Ka Potion Par Click Karna Hai. Check Screenshot Picture.

Facebook-add-friend-button-hide
Facebook-add-friend-button-hide


Step 5.

Privacy Setting Open Karne Ke Baad ab Aapke Saamne "Who Can Send You Friend Request" Ka Option Show Hoga. Aapko Esi Option Par Click Kar Dena Hai. Aap Niche Deye Gaye Screenshort Me Dekh Sakte Hai.

Facebook-add-friend-button-hide
Facebook-add-friend-button-hide

Step 6.

Dosto eske Baad Aapko Yha Par Two Option Show Hoga.

1. Evryone Yaa Public 

2. Friends Of Friends

Aapko Pahle Bala Option (Everyone) Se Hata Kar, Dusre Bale (Friends Of Friends) Option Selecte Kar Lena Hai. Aap Niche Secreenshoet Me Dekh Sakte Hai.

Facebook-add-friend-button-hide
Facebook-add-friend-button-hide

Dosto Ab Aapke Facebook Account Ka Add Friend Button Hide Hojayega. Dosto Aap Niche Ke Picture Me Dekh Sakte Hai Mere Facebook Ka Add Friends Request Button Hide Ho Chuka Hai.

Facebook-add-friend-button-hide
Facebook-add-friend-button-hide

[Note :- Dosto Ye Setting Karne Ke Baad Aapke Jo Facebook Friend Hai Us Friend Ka Friend Aapko Friend Request Send Kar Sakta Hai. Agar Aapke Friend Ka Friend Nahi Hai To Wo Aadmi Aapko Friend Request Send Nahi Kar Payenge]


CONGRATULATION!!! FRIENDS😃😃

Ab Aapke Facebook Account Ka Add Friend Button Successfully Hide Ho Chuka Hai.
Agar Future Me Aap Apna Facebook Account Ka Add Button Unhide Karna Chahnge To Same esi Process Ko Follow Karke Aap Apna Facebook Account Ka Add Friend Button Ko Unhide kar Sakte Hai Feer Se Aapko Everyone Par Select Karke Save Kardena Hai. Aapka Facebook Add Friend Button Unhide Hojayenge.

Friends, Main Aasha Karta Hu Ye Article Aapko Pasnd Aaya Hoga. es Article Se Related KoI Bhi Salah Sujhab Dena Chahte Hai Yaa Feer FACEBOOK ADD FRIEND BUTTON KAISE HIDE or Unhide Karne Me Koi Problem Hai To Plz Niche Comment Box Me Jaake Hume Comment Jarur Kare. Hum Aapke Saare Sawal aur Problem Ka Solution Dene ki Puri Kosis karunga.


Dosto Esi Tarh Hamare Blog "DailyNewThink.Blogspot.Com" Par Aate Rahiye Janakri Lete Rahiye. Dosto Yese  Aur Bhi Topic Ke Bare Me Jankari Lene Ke Liye Hamre categorise  Ek Baar Jarur Check Kare,  Ho Sakta Hai Koi Topic Aapka Kaam ka Ho Aur aapko Ese Pahle Pata Na Ho. Dosto Ye Article Aapko Achha Laga Ho To Like, Comment Aur Apne Friends Ke Saath Social Media Par Share Jarur Kar Dena. To Chaliye Dosto Feer Se Milte hai Next Topic Pe Tab Tak Ke Liye Bye Bye.



          💖  Thank You So Much  💖
      
                     Author:- सुSHiल
       

            DailyNewThink.blogspot.com



   


Previous
Next Post »

Thank You ConversionConversion EmoticonEmoticon