Facebook Se Mobile Number Kaise Hide Kare | Facebook पर अपना नंबर कैसे छुपाए? Puri Jankari Hindi Me

Facebook Se Mobile Number Kaise Hide Kare | Facebook पर अपना नंबर कैसे छुपाए? Puri Jankari Hindi Me

Hello Dosto, Main Sushil Kumar Aap Sabhi Ko Mere Blog "DailyNewThink.Blogspot.Com" Me Bahut Bahut Swagat Karta Hu. Dosto Aaj Ke es Article Me Ham Sikhenge Facebook Se Mobile Number Kaise Hide Kare | Facebook Par Apna Number Kaise Chhupaye? Dosto Agar Aap Ne Bhi Apne Facebook Account Me Mobile Number Ka USE Kiya Hai Aur Aap Bhi Apna Facebook Account Se Mobile Number Hide Karna Chahte Hai To Es Article Ko Suru Se Lekhar Aakhir Tak Jarur Padhe Aur Niche Diye Gaye Har Step Ko Achhe Se Follow Kare Kyuki Agar Aap Har Step Ko Achhe Se Follow Karte Hai To Bahut Hi Ashani Se Aap Apna Mobile Number Hide Kar Sakte Hai To Chaliye Ham Step By Step Start Hai.


Dosto Aaj Ke Es Jamane Lag Bhag Har Koi Facebook Use Karta Hi Hai Yu Kahu To Bache Se Lekar Budhe Tak Ka Aaneki Har Umar Ka Log Facebook Use Karna Pasnd Karte Hai. Dosto Jo Log New Facebook Account Banate Hai O Bahut Jada Active Bhi Rahte Hai Unko Lagta Hai Ki Ye Ek Alag Hi Duniya Hai Jab Maine Bhi New Facebook Account Banaya Tha To Main Bhi Bahut Zyada Online Rahta Tha.

Related Post:




Dosto Jab Ki Jo New Facebook Users Hote Hai Unhe Ye Pata Nahi Hota Hai Ki Social Media Par Kya Kya Sawadhani Rakhana Chahiye. Dosto jab Ham Facebook Account Banate Hai To Hamse Saare information Mangte Hai Aur Ham Apna Saare information Daal Dete  Hai Jo Ki wo Saare information Hamare Profile Par Show Karta Rahta Hai. Ese Hamare Kai Saare Nuksan Hone Ki Chance Badh Jate Hai. Yese Me Hacker Aur Galt Kaam Karne Bale Ko Bahut Easy Ho Jata Hai Hamare Facebook Account Hack Marne Me. esiliye Hame Apna Mobile Number Ko Chhupa Ke Rakhana Bahut Jaruri Ho jata Hai, Nahi To Hame Bahut Bada Noksan Bhar Pae Karna Pad Sakta Hai.


Aaj Ke es Article Me Ham Niche Diye Gaye Sabhi Topic Ko Cover Karenge Jaise Ki...

Facebook Se Number Kaise Nikala Jata Hai?

• Facebook Se Number Nikalne Ka Tarika Kya Hai?

• Fb Se Mobile Number Kaise Nikale?

• Facebook Par Apna Number Kaise Hide Kare?

• Facebook Se Hide Number Kaise Nikale?

• Facebook Se Ladki (Girls) Ki Number Kaise Nikale?


Dosto Jab Ham Facebook Account Banate Hai To Mobile Number Ya Feer  Email Address Ka Use Karte Hai. Dekha Jaye To Zyada Tar Log Apne Facebook Account Me Mobile Number Ka Hi USE karte Hai Taki Facebook Account Ka Password Bhul Jane Par OPT Ki Help Se Apne Password Reste Karke Verify kar Sakte.

Dosto Agar Aapne Bhi Apne Facebook Account Me Apna Mobile Number Ka USE Kya Hai To Turnt Apna Numbe Hide Kar Lijiye. Kyuki Facebook Account Se Apna Mobile Number Hide Karna Aaneki Chhupana Bahut Hi Aahan Hai Aur Bahut Hi Jaruri Bhi.

Dosto Ye Khas Kar Number Hide Karna Girls Ke Liye Bahut Jaruri Ho Jati Hai Kyuki Gilrs Ki Profile  Me Jabhi Koi Ladka Jata Hai To Uska Mobile Number Search Karne Lagte Hai Agar Number Mil Jaye To Turnt Apne Mobile Me Save Kar Lete Hai Aur Sath Hi Apne Friend Ko Bhi Share Kar Dete Hai Aur Saare Mil Ke Girls Se Baat Karne Ki Kosis Karte Rahta Hai ese Girls Bahut Presaan Ho Jati Hai.

Dosto Mobile Number Sabhi Apne Profile Me Chhupana Chahte Hai Par Jankari Na Ho Ki Karn Se Chhupa Nahi Paate Hai. Ladki Ke Liye Ye Setting Bahut Kaam Ki Hai Kyuki Koi Bhi Ladki Ye Nahi Chahegi Ki Uski Number Ya Personal Information Kisi Anjan Begti Ko Pata Chale Agar Aap bhi Nahi Chahte Hai Ki Aapki Privacy Kisi Ki Samne Aaye To Es Setting Ka Use Karke Bahut Hi Ashani Se Aap Apne Facebook Account Ka Mobile Number Hide Kar Sakte Hai.

Dosto Agar Ham Facebook Ki baat Mane To Ham Sabko Apna Personal Information Ko Hamesa Hide Hi Rakhna Chahiye  Yaneki Koi Bhi Personal Information Ko Public Na Rakhe. Eske Liye Facebook Ne Apne Users Ke Liye Security Aur Privacy Setting Diye Gaye Hai jiske Baare Me Bahut Kam Users Jante Hai. ese Setting Ka Use Karke Aapko Apni Profile Information Kisko Dekhana  Hai Aur Kisko Nahi Dikhana Hai Ye Sab Aap Par Hai. Dosto Eske Alawa Bhi Bahut Saare Reasion Hai Apne Facebook Account Se Number Hide Karne Ka.


Facebook Account Se Mobile Number Kyu Hide kare?

• Dosto Facebook Account Se Apna Mobile Number Hide Karna Ye Aapke Facebook Account Aur Aapke Security Ke Liye Bahut Jaruri Hoti Hai.

• Dosto Aap Jees Number Se Facebook Account Banaya Hai Aur Wo Number Aapke Profile Me Show Kar Raha Hai To Koi Bhi Hacker Aapka Facebook Account Ashani Se Hack Kar Sakta Hai.

• Dosto Social Media Par Kai Yese Facebook User Hote Hai Jo Kisi Na Kisi Ko Details Nikalne Me Lage Rahte Hai. Khas Kar GIRLS ka Mobile Number Nikalne Ka Tarika Search Marte Rahta Hai.


Facebook Security Ko Dekha Jaye To Hame Apna Facebook Account Ka Mobile Number Hide Karne Ke Sath Sath Apna Personal Details Aur Friends List Ko Bhi Public Se Hide Karke Rakhna Chahiye. Ye Wo Saare information Hai Jo Hamare Facebook Account Hack Hone Se Rok Sakta Hai

Dosto Zyada Tar Log Facebook Account Apne Mobile Number Se Banate Hai Bahut Se Facebook User Apna Mobile Number Hide Kar Lete Hai To Kuchh Log Hide Nahi Karte Hai To Yese Facebook Account Se Number Nikalne Me Aapko Bas 2 Minutes Lagega To Aaye Bina Der Kiye Facebook Account Se Mobile Number Kaise Nikale.


Facebook Account Se Hide Number Kaise Nikale?

Dosto Kuchh Log Ye Jana Chahte Hai Ki Facebook Par Hide Huwa Mobile Number Kaise Nikalte Hai To Dosto Es Baat Ko Hamesa Dhyan Rakhe Agar Kisi Ne Apne Facebook Account Se Apna Mobile Number Hide Kar Liya Hai To Uska Mobile Number Kisi Bhi Kimat Par Nahi Nikala Ja Sakte Hai. Agar Aap Koi Third Party App Ka Use Karke Nikal Ne Ki Kosis Karte Hai To Wo Rules Ki Khilaf Hai Aur Yese Me Aapke Upar Police Case Bhi Ho Sakta Hai.


Facebook Se Ladki Ka Mobile Number Kaise Nikale?

Dosto Facebook Par Yese Bahut Se Ladke Hai Jo ki Kisi Ladki Ka Profile Dekhte Hi Uske Profile Me Jaake Mobile Number Check Karte Rahte Hai. Agar Aap Kisi Girls Ka Mobile Number Nikalna Chahate Hai To Unke  Profile Me Jaker Contact info Par Click Karke Check Kar Sakte Hai. Agar Usne Apna Mobile Number Hide Nahi Kiya Hoga To Uska Mobile Number Aapko Mil Jaayega. Dosto es Tarh Aap Kisi Bhi Facebook Users Ka Mobile Number Nikal Sakte Hai.

Girls Users Ke Liye Ham Kahenge Ki Aap Kabhi Bhi Apna Mobile Number Public Na Rakhe Apna Mobile Number Hamesa Hide Karke Hi Rakhe.


Note:- Dosto Aap Sirf Usi Facebook Account Ka Mobile Number Nikal Sakte Hai Jinho ne Apna Facebook Account Ka Mobile Number Hide Nahi Kiya Hoga. Agar Jinho Ne Apna Mobile HIDE Kar Rakha Hoga Unke Contact Section Me "Contact detail missing" Rahega.


Jio Phone Me Facebook Number Kaise Hide Kare?

Dosto Agar Aap Ek Jio Phone User Hai Aur Aap Apna Facebook Account Jio Phone Me Chalate  Hai Aur Aap janna Chahte Hai Ki Jio Phone Se Facebook Account Ka Mobile Number Kaise Hide Karete Hai To Main Aapko Bata Du Esme Me Bhi Same Niche Ka Process Ko Follow Karke Aap Apna Mobile Numbe Hide Kar Sakte Hai Chaho O Jio Phone Ho Ya Koi Aur Mobile Ya Feer Computer Sabhi Me Same Step Ko Follow Karke Aap Apna Mobile Number Hide Kar Sakte Hai

Dosto, Ho Sakta Hai Ki Screen Ke Wajah Se Option Upar Nicha Ho Jaye Lekin Sabhi Step Waise Hi Follow Karna Hai Jaise Ki Niche Bataya Gaya Hai. Es Tarh Se Aap Bahut Hi Ashani Se Apne Jio Phone Me Facebook Account Se Mobile Number Hide Kar Sakte Hai.


Facebook Se Apna Mobile Number Kaise Chhupaye | How To Hide Mobile Number in Facebook 2021


Dosto Facebook Se Mobile Number Kaise  Hide Karte Hai Eski Puri Jankari Niche Step By Step Bataya Gaya Hai. Dosto Agar Aap Har Step Ko Achhe Se Follow Karte Hai To Bahut Hi Ashani Se Facebook Account Se Apna Mobile Number Hide Kar Sakte Hai To Chaliye Ham Step By Step Start Karte Hai.


Stap 01. Open Facebook App:

Dosto Sabse Pahle Aap Apna Facebook App Open Kar Lijiye Ya Feer Browser Me Jaake Www.Facebook.Com Type Karke Search Kar Lijiye.


Step 02. LOGIN:

Facebook App Open Hone Ke Baad Aap Apna Facebook Account Ka Email Address Aur Password Enter Kar Ke Us Facebook Me Login Ho Jaye Jees ID Me Aapko Apna Mobile Number Hide Karna Hai.

Facebook-Mobile-Number-Kaise-Hide-Kare
Facebook-Mobile-Number-Hide


Step 03. MENU :

Dosto Facebook Login Karne Ke Baad Right Side Ke Top Corner Me Aapko ☰ Menu Ka Option Par Click Karna Hai. Aap Niche Sreenshot Me Dekh Sakte Hai.

Facebook-Mobile-Number-Kaise-Hide-Kare
Facebook-Mobile-Number-Hide


Step 04. PROFILE :

Dosto Menu Ka Option Par Click Karne Ke Baad Apne Profile Par Click Kar Dijiye. App Screenshot Ka HELP Le Sakte Hai.

Facebook-Mobile-Number-Kaise-Hide-Kare
Facebook-Mobile-Number-Hide


Step 05. About/ See More About Info:

Dosto Profile Par Aane Ke Baad Thoda Niche Jayenge To Aapko About Ka Option Dikhega. Aapko About Ka Option Par Click Kar Dena Hai. Aap Niche Screenshort Me Dekh Sakte Hai Jaha Par Arrow Ka Nisan Hai.

Facebook-Mobile-Number-Kaise-Hide-Kare
Facebook-Mobile-Number-Hide


Step 06. Contact Info:

Dosto About Ka Option Par Click Karne Ke Baad Ek New Page Open Hoga Yaha Par Aapko Bahut Saare Option Dikhai Dega Jaise Ki Aap Niche Screenshort Me Dekh Sakte Hai. Thora Niche jayenge To Aapko Contact Info Ka Option Milega Eske Thik Samne Edit Ka Option Milega Aapko Us Par Click Kar Dena Hai.

Facebook-Mobile-Number-Kaise-Hide-Kare
Facebook-Mobile-Number-Hide


Step 07. Edit:

Dosto Edit Par Click Karne Ke Baad Aap Apne Phone Number Ki Setting Par Pahuch Jayenge Ab Aap Yaha Par Aapko Ek Chhota Sa Edit Ka Option Milega Aapko Us Par Click Kar Dena Hai.. jaise Ki Niche Screenshort Me Dekh Sakte Hai.

Facebook-Mobile-Number-Kaise-Hide-Kare
Facebook-Mobile-Number-Hide

Step 08. Only Me:

Dosto Edit Par Click Karne Ke Baad Yaha Par Aapko 4 (Four) Option Milega.

• Public

• Friends Of Friends

• Friends

• Only Me

Facebook-Mobile-Number-Kaise-Hide-Kare
Facebook-Mobile-Number-Hide


Dosto Agar Aapko "Only Me"  Ka Option Nahi Mil Raha Hai To Niche More Ka Option Par Click Kar Dijiye Aapko Only Me Ka Option Mill Jayenge.

Read Also:




Dosto, Agar Aap Chahte Hai Ki Aapka Mobile Number Aapke Alawa Koi Bhi Na Dekh Sake To Aap "Only Me" Ka Option Select Kar Lijiye. Jaise Main Chahta Hu Ki Mera Mobile Number Koi Na Dekhe To Main Olny Me ka Option Select Kar Liya Hu. Aap Upar Screenshort Me Dekh Sakte Hai.

Dosto Only Me Ka Option Par Click Karne Ke Baad Niche Save Ka Button Par Click Kar Ke SAVE Kar Lijiye.


[Note :- Dosto Agar Aap Apne Facebook Friend Ko Apna Mobile Number Dekhana Chahte Hai To  Aap "Only Me" Ki Jagah "Friend" Ka Option Select Kar Lijiye.

Dosto Ye Bhi Dhyan Rakhe Ki Agar Aap Friends Ka Option Select Karte Hai To New Friend Request Accept Karte Time  Aapko Sawdhani Bartni Chahiye Nahi To Koi Bhi Fake Profile Aapki Privacy Se Khelwad Kar Sakta Hai. Waise Bhi Aapke Friend Ke Pass Aapka Mobile Number Rehta Hi Hai Feer Use Facebook Par Mobile Number Dekha Ne Ki Kya Jarurt Hai]


Congratulation Friends!!! Aapke Facebook Account Se Successfully Mobile Number  Hide Ho Chuka Hai. Dosto Aapne Jaise Hi "Only Me" Ka Option Select Karke Save Kar Dete Hai Aap Ka Number Hide Hojata Hai. Ab Koi Bhi  Facebook Users Aapka Facebook Account Se Mobile Number Nahi Dekh Sakta Hai. 

Dosto Aaj Ke es Article Me Ham Aapko Bataya Ki Facebook Account Se Apna Mobile Number Kaise Hide Karte Hai. Mujhe Umid Hai Ki Ye Article Aapko Pasnd Aaya Hoga. Dosto Es Article Se Related Koi Bhi Salah Sujhab Ya Feer Koi Sawal Puchhana Chahte Hai To Niche Comment Box Me Jaake Hame Comment Jarur Kare Ham Aapke Saare Swal Ka Jawab Turnt Dene Ki Kosis Karenge.

Dosto Ye Jankari Aapko Pasnd Aaye Hai To es Article Ko Apne Friends Ke Saath Social Media Par Share Jarur Karde. Dosto Share Karne Ke Liye Niche Bahut Saare Button Diya Gaya Hai.  Thank You ! Keep Visiting on DailynewThink.BlogSpot.Com


      💖  Thank You So Much  💖 
       
                Author:- सुSHiल
       

        DailyNewThink.blogspot.com
              

Previous
Next Post »

Thank You ConversionConversion EmoticonEmoticon