Signal App Kya Hai? Kaise Account Banaye Aur Kaise Use Kare-Full Review In Hindi

Signal App Kya Hai? Kaise Account Banaye Aur Kaise Use Kare-Full Review In Hindi


Hello Dosto, Main Sushil Kumar Aap Sabhi Ko Mere Blog "DailyNewThink.Blogspot.Com" Me Bahut Bahut Swagat Karta Hu. Dosto Aaj Ke Es Article Me Ham Sikhenge Signal App Kya Hai Aur Kaise Use Karte Eski Puri Jankari Batane Bala Hu. Dosto Agar Aapne Bhi Signal Aap Ke Baare Sun Rahe Hai, Kya Hai, Kaise Use Karte Hai Jana Chahte Hai To Es Article Ko Suru Se Lekar Aakhir Tak Jarur Padhe Kyuki Main Es Article Me Signal Aap Ki Puri Jankari Hindi Me Di Hai To Chaliye Ham Start Karte Hai.


Dosto Jaise Ki Aap Log Jante Hai Whatsapp Ne Kuchh Din Pahle Apne New Privacy & Policy Ko Change Kiya Hai Aapko Yaha Par Pichhale Kuchh Dino Me Whatsapp Is Updating Its Terms And Privacy Policy Ka Pop-Up Dikhne Ko Mila Hoga Jaha Par Kuchh Logo Ne ese Agree Bhi Kiya Hoga.


Dosto Agar Aapne Bhi Ese Agree Kiya Hai To Aapka Jo Data, Message Hai Wo EnCripted Nahi Rahega To Ese Dekh Te Huye Kuchh Users ko Apne Data Ke Saath Problem Hue Aur Wo Users Apna Data Share Nahi Karna Chahte Hai. esi Karan Se Social Media Par Signal Aap Bahut Jald Trand Me Aagaya Hai.


Dosto Signal App Ek Whatsapp Ka Alternative App Hai Jo Ki Jitne Features Aapko Whatsapp Me Dekh Ne Ko Milta Hai Wo Saare Features Aapko Es Signal App Me Bhi Dekhne Ko Milega. Esi Karn Se Signal App Estni Jald Trand Me Aagaya Hai Aur Logo Ne Signal Aap Ko Download Karne Laga Hai. Esi Liye Main Socha Ki Kyu Na Main Bhi Apne Users Ke Saath eski Jankari Share Kar du. Dosto Aaj Ke ES article Me Main Aap Sab Ko Signal App Kya Hai Aur Kaise Use Karte Eski Puri Jankari Aaneki Review Leke Aaya Hu. To Chaliye Ham Step By Step Start Karte Hai.


Signal App Kya Hai?
What Is Signal App?

 Dosto Signal App Dosre Chating App Ki Tarh Hi Hai Aane Yu Kahu To Ye Ek Whatsapp Messenge Aap Ki Tarh Hi Call Aur Message Ke Liye Ek Surchhit Aur Bharose Mand Messaging App Jai. Ye Ek Sirf Messaging App Hi Nahi Balki Ye Ek Protocall Bhi Hai. Es App Me Aap Apne Friend Aur family ke Saath Chat Kar Sakte Hai Aur Group Bhi Bana Sakte Hai.


Dosto Es Ke Saath Aap Media File Ko Bhi Apne Friends Ke Saath Share Kar Sakte Hai. Dosto Es Apps Ki Sabse Khas Baat Ye Hai Hai Ki Ye Aapke Data Ko Copy Nahi Kar Sakta Hai. Signal Aap Ki Dawa Hai Ki Aapki Chatting Ka Ek Bhi Present Apne Server Me Store Nahi Karta Hai. Aapki Saare Chating History Aapke Phone Me Hi Rahti Hai Agar Aapka Phone Gum Aaneki Kho Jaati Hai Ya Kharab Ho Jaati Hai To Aapke Chahting History Bhi Delete Ho Jaati Hai.


Signal App Ko Kisne Banaya?

Dosto es App Ko Signal Foundation and Signal Messenger Ne Banaya Hai, Jo Ki ek Non Profit Company Hai. es Apps Ko American Cryptographer Aur Present Me Signal Messenger  Ke CEO Moxie Marlinspike Duwara Banaya Gaya Tha.


Dosto Signal Foundation Ko Whatsapp Ke Co-Founder Brian Acton Aur  Marlinspike Ne Mill Kar 10 january 2018 Me Sthapit Kiya Tha. Brian Acton Ne 2017 Me Whatsapp Ko Chhoda Tha Aur Signal Foundation Ko Fond Karne Ke Liye Lag Bhag 50 Million Dolloars Ka Niwesh Kiya Tha.


Signal app Whatsapp Se Behtar Kyu Hai?

Dosto Signal App Ki Sabse Badi Khas Baat Ye Hai Ki Ye Apne User Ki Personal Deta Nahi Magti Hai.

• Dosto Signal App World Ki Sabse Secure Messaging Apps Me Se Ek Hai.

• Dosto Signal App Par Kisi Bhi Users Ka Deta Chori Hone Ka Khatara Bil Kul Bhi Nahi Rahta Hai.

• Dosto Signal Ne Appke Chat Backup Ko Cloud (Online Storage) Par Nahi Rakhta Hai. Aapke Sabhi Data Aapke Phone Me Hi SAVE Rahta Hai.

• Dost Ea Signal App Me Data Linked to You Ka Feature Bhi Hai Jiska Kaam Hai Koi Bhi Chat Messages Ka Screenshort Na LE paaye.

• Dosto Es Signal App Me Purane Old Messages Khud Apne Aap Gaayab Ho Jaate Hai.

• Dosto Es Signal Aap Me Relay Calls Ka Bhi Features Hai. Es Features Ke Jariye Aapka Call Signal Server Se Jata Hai, Jise Samne Bale Contact Ko Aapka IP Adress Ka Pata Bhi Nahi Chalega.

• Dosto Koi Aur Aapke Account Ka Use Na Kar Paaye Eske liye Aap Apne Signal Account Me Pin Bhi Set Kar Sakte Hai.

• Dosto Es Signal App Me Whatsapp Ki Tarh Group Bana Kar Apne Friend Aur Family Ke Sath Chat Bhi Kar Sakte Hai.

• Dosto Es App Me Whatsapp Ki Tarh Group Bana Kar Koi Bhi Aapko Apne Group Me JOIN Nahi Kar Sakta Hai esme Sabse Pahle Invite Karna Padta Hai. Job Aap Use Accept Karte Hai Tabhi Jake Us Group Me JOIN  Kar Pate Hai.

Read Also:

👉️ Free Me New Facebook Account Kaise Banaye?


👉️ Instagram Kya Hai? Instagram Account Kaise Banaye?


Signal App Me Kya Kya Features Hai?

Dosto Niche Main Aapko Signal App Ke Kechh Behtirin Featuraes Ke Baare Me Bataunga Jo Aapko Whatsaap Me Nahi Milti Hai To Chaliye Ham Ye Bhi Jaan Lete Hai.


01. Security Pin Setup:

Dosto Signal App Me Aapko Security Pin Setup Ka Feature Milta Hai Jise Me Aapke Signal Account Ko Koi Bhi Access Nahi Kar Sakta Hai. Yeh  4 Digit Ka Pin  Hota Hai Jo Aapke Signal App Account Ko Secure  Rakhta Hai.


02. Group Joining Notification Alert:

Dosto Es Feature Ke Baare Me Upar Bata Diya Hu Ki Agar Koi Signal App Me GROUP bana Kar Aapko Add Karna Chahte Hai To Aapko Ek Notification Aata Hai Aur Jab Aap use AcceptbKarte Hai Tabhi us Group Me JOIN Hote Hai. Agar Aap Us Group Me Join Nahi Hona Chahte Hai To Use Ignore Bhi Kar Sakte Hai.


03. Typing On/ Off Feature:

Dosto Es Features Ki Help Se Aap Kisi Bhi Users Se Chatting Karte Time Typing Kar Raha Hai Yah Likha Huwa Hide Bhi Kar Sakte Hai. Jise Saamne Bale Ko Aap Kya Typing kar Rahe Hai Pata Nahi Chalega.


04. Disappearing Message Feature:

Dosto Signal App Me Disappearing Message Features Ki HELP Se Aap Kisi Bhi Time Chat History Ashani Se Delete Bhi Kar Sakte Hai.


05. Hide Blue Tick Option:

Dosto Agar Aap Chahte Hai Ki Samne Bale Users Ko Pata Na Chale Ki Aap Message Read Kiya Hai To Aap Signal App Me Hide Blue Tick Yane Ki Read Receipt Option Ko On Bhi Kar Sakte Hai.


Signal App kaise Download Kare?


Dosto Signal App Download Karne Ke Liye Sabse Pahle Aapko Apne Mobile Phone Ke Playstore Par Jana Hai Aur Search Bar Me  “Signal App” Type Karke Search Karna Hai. Yaa Feer Aap Niche Diye Gaye  Download Button Par Click Karke Bhi Ese Bahut Hi Ashani Se Download Kar Sakte Hai.

Signal Aap Download

 

Signal App Kaise Use Kare?


Step 01. Open Signal App:

Dosto Sabse Pahle Aap Apne Mobile Me Jo Signal Aap Install Kiya Hai Ushe Open Kar Lijiye. 

Signal-App-Kya-Hai|Signal-App-Par-Kaise-Account-Banaye-Aur-Kaise-Use-kare
Signal-App-Kya-Hai?-Kaise-Use-Kare

Read Also:

👉️ Twitter Kya Hai? Twitter Account Kaise Banaye 2 Minutes Me

👉️ Bina Software Ke Facebook K video Kaise Download Kare?


Step 02. Continue:

Dosto Jaise Hi Aap Signal App Open Karte Hai Aapke Samne Sabse Pahle "Term & Privacy Policy" Ka Page Open Hoga Aur Uske Niche Hi Aapko Ek Continue ka Button Milega Us Par Aapko Click Kar Dena Hai.Jaise Ki Aap Niche Screenshort Me Dekh Sakte Hai.

Signal-App-Kya-Hai|Signal-App-Par-Kaise-Account-Banaye-Aur-Kaise-Use-kare
Signal-App-Kya-Hai?-Kaise-Use-Kare


Step 03. Permission Allow:

Dosto Continue Button Par Click Karne Ke Baad Es App Ke Kuchh Permission Magenge Esme Aapko Permission Allow  Par Click Kar Dena Hai.

Signal-App-Kya-Hai|Signal-App-Par-Kaise-Account-Banaye-Aur-Kaise-Use-kare
Signal-App-Kya-Hai?-Kaise-Use-Kare


Step 04. Enter Your Phone Number:

Dosto Eske Baad Aapke Samne Enter Your Phone Number To Get Started Ka Page Aayega. Esme Aapko Apna Mobile Number Enter Kar Dena Hai Aur Next Par Click Karna Hai.

Signal-App-Kya-Hai|Signal-App-Par-Kaise-Account-Banaye-Aur-Kaise-Use-kare
Signal-App-Kya-Hai?-Kaise-Use-Kare


Step 05. Enter OPT Number:

Dosto Mobile Number Enter Karke Next Par Click Karne Ke Baad Aapke Register Mobile Number Par Ek OTP Aayega. Yaha Par Aapko Apna Wo OTP Number Enter Kar Dena Hai. Aap Niche Screenshort Me Dekh Sakte Hai.

Signal-App-Kya-Hai|Signal-App-Par-Kaise-Account-Banaye-Aur-Kaise-Use-kare
Signal-App-Kya-Hai?-Kaise-Use-Kare?


Step 06. Create Your Pin:

Dosto Ab Aapke Samne Ek Create Your Pin Ka Page Aayega. esme Aapko Apna Man Pasan Dida Koi Bhi  4 Digit Ka PIN Number Set Kar Lena Hai.

Signal-App-Kya-Hai|Signal-App-Par-Kaise-Account-Banaye-Aur-Kaise-Use-kare
Signal App Kya Hai? Kaise Use Kare?


[Note :-  Dosto Pin Number Yesa Dale Jo Aapko Yaad Rahe]


Step 07. Enter Your Name:

OPT Number Enter Karne Ke Baad Aapke Samne Set Up Your Profile Ka Page Aayega. Esme Aapko Apna Gallery Se Koi Bhi Ek Photo Add Kar Lena Hai. Aur Aap Jis Naam Se Apna Account Banana Chahte Hai Wo Naam Yaha Par Enter Karke Next Par Click Kar Dena Hai.

a. Add Picture

b. Enter First Name

c. Enter Last Name

d. Click Next Button

Signal-App-Kya-Hai|Signal-App-Par-Kaise-Account-Banaye-Aur-Kaise-Use-kare
Signal App Kya Hai? Kaise Use Kare?

Dosto Es Tarh Se Aap Apne Mobile Me Es Signal Private Messenger App Download Karke Esme Aap Apna Acvount Bana Sakte Hai.


Signal App Kaise Use Kare?

Dosto Jaise Hi Aap Signal App Me Apna Account Create Karte Hai. Aapke Samne Eska Home Page Show Hoga. Eske Home Page Me Sabse Niche Aapko Ek Pencil Ka ICON Dikhega Aapko Us Par Click Kar Dena Hai. Es Par Click Karte Hi Aapke Samne Aapke Sabhi Contact List Show Karega.

Read Also:

👉️ Google Account Kaise Banaye?


Dosto Ab Aap Jis Kisi Ko Bhi Message Send Karna Chahte Hai Uske Number Ke Upar Aapko Click Karna Hai. eske Baad Aapke Samne Jis Tarh Whatsapp Me Chatting Ka Page Open Hoya Tha Thik Usi Tarh Yaha Par Bhi Show Hoga. Ab Aap Yaha Se Bahut Hi Ashani Se Message Send Kar Sakte Hai.


Conclusion:

Congratulation!!! Friends Successfully Aapne Signal App Par Aap Apna Account  Bana Chuke Hai. Dosto Aaj Ke Es Article Me Hamne Jana Ki Signal App Kya Hai, Signal App Ka Features Kya Kya Hai, Signal App Par Kaise Account Banaye Aur Signal Aap Kaise Use Kare. Doato Umid Karta Hu Hamre Ye Article Aapko Jarur Pasnd Aaye Honge.

Dosto Signal App  Par Account Create Karne Me Koi Problem Ho Raha Hai Ya Feer Aapke Man Me Koi Swal Hai Ya Feer Koi Salah Sujhaw Dena Chahte Hai To Aap Hame Comment Karke Puchh Sakte Hai. Ham Aapke Saare Swal Aur Problem Ka Solution Dene Ke Puri Kosis Karenge. Dosto es Article Se Aapko Help Mili Ho To Social Media Par Apne Dosto Ke Saath Share Jarur Karde. To Chaliye Dosto Ham Next Topic Pe Feer Se Milte Hai Tab Tak Ke Liye Bye Bye.


          💖  Thank You So Much  💖
      
                    Author:- सुSHiल

       

        DailyNewThink.blogspot.com
             


Previous
Next Post »

Thank You ConversionConversion EmoticonEmoticon