MP3 SONGS PE APNA NAAM or PICTURE KAISE LAGAYE. HOW TO SET NAME AND PICTURE ANY MP3 SONGS.
Hello Dosto, Main Sushil Kr. Yadav Aap Sabhi Ko Mere Blog "DailyNewThink.Blogspot.Com" Bahut Bahut Swagat karta Hu. Dosto Aaj Ke Es Article Me Hum Baat Karenge Ki Mp3 Songs Pe Apna Photo Kaise Lagaye. Dosto Main Waada Karta Hu Ki Es Article Padhne Ke Baad Aapko Kahi Jaane ki Jarur Nahi Padegi Mp3 Gana Par Picture Lagane Ke Liye. Es Article Ko Padhne Ke Baad Aap 2 Minnet Me Apna Photo Laga Sakte Hai Obhi Mobile Se.
Dosto Aap Ke Mobile Me Yese Bahut Saare Songs Honge Jis Par Kisi Aur Ka PICTURE Laga Hoga. Yaa Feer Aap Jabhi Koe Webstite Se Songs Download Karte Hai To Us Par Us Website Ka Naam Ka Photo Laga Hota Hai Or Us Website Ka Naam Bhi Likha Hota Hai. To Dosto Aap Bhi Chahte Hai Us Songs Pe Aapka Photo Or Naam Ho To Ab Tension Lene Ki Jarurt Nahi Hai. Ab Aapka Bhai Us Tension Ka Solution Leke Aagaya Hai. Bas Aapko Es Article Ko Suru se Lekar Aakhir Tak Padhna Hai. Or Mere Pataye Gaye Step Ko Achha Se Fllow Karna Hai.
Dosto Mp3 Songs Pe Photo Lagane Ke Liye Hume Ek Application (Apps) Ki Jarurt Padegi. ES Application Ka Naam Hai " ALBUM ART CHANGER" Es Application Ko Aap Google Play Store Se Easily Download Kar Sakte Hai. Yaa Fir Aap Niche Di Gai Link Pe Click Karke Download Kar Sakte Hai.
LINK.
Step1. Dosto Application Install Karne Ke Baad Us Application Ko Open Kar Lijiye.
STEP2. Application Open Karne Baad Aapke Mobile Me Jitane Songs Honge O Saare Ke Saare Songs Yaaha Par Show Hone Lagenge. Yaha Se Aao Koi Bhi Ek Songs Select Kar Lijiye.
Step3. Songs Select Karne Ke Baad Aapke Mobile Ke Screen Ke Upar Me Ek Pencil Ka Icon Show Horaha Hoga Aap Us Pencil Bala Icon Par Click Kar Dijiye. Aap Niche diye Gaye picture ka Help bhi Le Sakte Hai.
STEP 4. Pencil bala Icon Par Click Karne Ke Baad Aapko Yaha Par 4 Option Dikhega .
A. Search Art :- Search Art Aaneki Es Par Click Karke Aap Koi Bhi Songs Search Karke Select Kar Sakte Hai.
B. Clear Art. ES Bala Option Par Click Karke Aapne Jo Songs Select Ki Hai Or Us Par Jo Song Ka Naam Likha Hai Or Jo picture Laga Huwa Hai Use Clear Karna Aane Ki EK hi Baar Sab Hatana Chahte Hai To Es Par Click Karke Hata Sakte Hai.
C. Edit Tag :- Es Par Click Karke Aapne Jo Song Select Kiya Hai Us Song Ke Naam Change Karna Chahte Hai Yaa Fir Us Song Ke Naam Ke Sath Sath Apna Naam Likhna Chahte Hai To es Bala Option Par Click Karke Aap Kar Aakte Hai. dosto edit Karne Ke Baad Niche Ek Blue Colour Me Save Ka Option Hoga Us Par Click Kar Ke Save Kar Lijiye.
D. Choose From Gallary :- Dosto Ye Rahi Apka Photo Lagane Bala Option.Es Par Click Karke Aap Apna Photo Laga Sakte Ho. Es Par Click Kare Or Apne Mobile Se Koe Ek Photo Select Kijiye, Jaise Hi Aap Photo Par Click Kadte Hai Oh Photo Automatic Save Hojayega.
Doato Ab Aap Apna Music Player Me Jaake Dekh Sakte Hai. Jees Song Pe Photo Lagaya Tha Oh Yaha Par Aagaya Hoga. US Song Ko Play Karke Dekh Sakte Hai. To Dosto Es Tarh Se Aap Apna khud Ki Photo Kisi bhi Mo3 Songs Pe Apna Photos Or Naam Likh sakta Hai.
Dosto Es Tarh Se Aap Koe Bhi Mp3 Songs Me Apna Pasnd Dida Photo Badi Aasani Se Laga SAkte Ho.
Dosto, Umid Karta Hu Ye Article Aapko Pasnd Aaya Hoga. es Article Se Related KoI Bhi Salah Sujhab Dena Chahte Ho Yaa Feer Mp3 Songs Me Photo Lagane Me Koi Problem Hai to Plz Niche Comment Box Me Jaake Hume Comment Jarur Kare. Hum Aapko Saare Sawal aur Problem Ka Solution Dene ki Puri Kosis karunga. To Dosto Esi Tarh Hamare Blog DailyNewThink.Blogspot.Com Par Aate Rahiye. Jankari Lete Rahiye. Aur Bhi Topic Ke Baare Me Jankari Lene Ke Liye Hamre Menu Baar Ek Baar Jarur Check Kare. Ho Sakta Hai Koi Topic Aapke Kaam ka Ho. To Dosto Es Ke Liye Itna Hi Feer Se Milte Hai Agle Topic Pe Tab Tak Ke Liye Bye. Khus Rahiye Or Muskurate Rahiye.😀
💖 Thank You So Much 💖
Author:- सुSHiल
Thank You ConversionConversion EmoticonEmoticon