FACEBOOK ACCOUNT KA PROFILE NAME KAISE CHANGE KARE? (HOW TO CHANGE FACEBOOK ID PROFILE NAME) Full Guide Hindi Me.
Hello Dosto, Main Sushil Kuamr Aap Sabhi Ko Mere Blog 'DailyNewThink.Blogspot.Com' Me Bahut Bahut Swagat Karta Hu. Dosto Aaj Ke Es Article Me Hum Facebook Account Ka Profile/Display Name Kaise Change Karte hai Sikhenge. Dosto Agar Aapne Abhi Tak Facebook Par Apna Account Nahi Banaya HaI to Niche ke Link Par Click Karke Sikh Sakte Hai. Aur Essly Apna Facebook Account Free me Bana Sakte Hai.
FACEBOOK ACCOUNT KAISE BANAYE. (HOW TO CREATE FACEBOOK ID) FULL GUIDE HINDI ME.
Read Also:
Q 01. Facebook Profile Name Kya Hai?
Facebook Profile Name Yaneki Jab Ham Facebook Account Banate Hai To Hum Apna Naam Likhate Hai Aur Ohi Naam Hamare Facebook Account ke Screen Par Show Karta Hai Usiko Ham Facebook account Ka Profile Name Kehte Hai.Q 02. Facebook Account Ka Profile Name Kyu Change Kare.
Dosto, Facebook Account Ka Profile Name Change Karne Ka Sab ke Apna Apna Khud Ka Reasion hota Hai, Agar Main Batana Chahu To Bahut Saare Reasion Bata Sakta Hu Par Main Yaha Par Kuchh important Reasion ke Hi Baare Me Niche Bata Raha Hu To Aap Sab Ese Ek Baar Jarur Padhe. Sayd Aapka Bhi Man Hojaye Apna Facebook Profile Name Change Karne Ka.• Jab Hum Facebook Account Banate Hai To Banate Time Kabhi Kabhi hamare Name Ki Spelling galt Hojata Hai Yaa Feer Last Name or First Name Same Hojata Hai es liye Hum Apna Naam Ke Spelling Theek Karne ke Liye edit Karte Hai Ya Change Karte Hai.
• Dosto Aaj Ke Es Mordan Jamane Me Kai Log Apna Naam Ke Aage Pichhe Stylish Baale Naam Lagate Hai Jaise ki Hancy Boy, Smart boy, Bad Boy, Angel, Cute, Lacky, king, Queen, Aaneki Anek Anek Kisim Ke Naam Rakhna Chahte Hai, Aur Kai Log Facebook Bante Time Me Hi Lagalete Hai To Kai Log Facebook Banane Ke Baad Lagate Hai. To Kai Log Yese Bhi Hai Jo Ki Lagane Ke Baad Hatana Chahte Hai Aur Simple & Orzinal Name Hi Rakhana Chahte Hai.
Facebook Ke Team Ne Yese Users Se Ke Liye Bahut Simple Aur Essy Method Diya Hai Facebook Profile Name Change Karne Ka. Dosto Facebook Ka Profile Name Change Karne Ke Liye Ab Tension Leke Ki Koi Jarurt Nahi Hai. Dosto Aap Es Post ko Read Karke Apna Facebook Account Ka Profile Name Ashani Se Change Kar Sakte Hai. Dosto Aajke es Article Me Main Aap Sabko es Setting Ke Baare Me Batane Bala Hu. To Dosto Aap Sab Es Aarticle Ko Suru Se Aakhir Tak Jarur Padhe Aur Mere Bataye Gaye Har ek Step Achhe Se Follow kare.
Q 03. Facebook Account Ka Profile Name Kaise Change Kare.
(How To Change Facebook Account Profile Name/Display Name)
Dosto, To Chaliye Hum Jaante Hai Facebook Account Ka Profile Name Kaise Change Ya Edit Karte Hai.
( How To Change/Edit Facebook ID Peofile Name) Step By Step.
Step 1.
Dosto Sabse Pahile Aap Aapne Mobile Me Facebook App Open Kar Lijiye Yaa Feer Kisi Browser Me Jaake "Www.facebook.com" Type Kar ke Search Kar Lijiye
How-to-Change-Facebook-Profile-Name |
A. 1st. Box me Aap Apna Facebook Account ka Email address Yaa Feer Mobile Number Enter Kijiye.
B. 2nd. Box Me Aap Apna Facebook Account Ka Password Type Kijiye. Aur Login Par Click kar Dijiye. Aap Upar Diye Gaye Screenshort Me Dekh Sakte Hai.
Step2.
Dosto Facebook Account Me Login Hone Baad Ab Aapke Screen ke Right Side Ke Upar Corner Me Menu Ka Option Aaneki Three Line Par Click Kar dijiye. Aap Niche Screenshort Me Dekhe Sakte Hai.
Dosto Ab Aap Thora Niche Jaye Or Setting Ka Option Par Click Kar Dijiye. Aap Niche Screenshort Me Dekh Sakte Hai.
Dosto Setting Par Click Karne Ke Baad Ab Aap ke Samne ek New Page Open Hoga. Oha Par Aapko "Personal Information" Ka Option Par Click Karna Hai. Aap niche Screenshort Me Dekh Sakte Hai.
Ab Aapne Pahile Jo Naam Rakha Hai wo Naam Show Hoga. Naam ke Thik Samne Edit Ka Option Hai. Ab Aap Edit Par Click Kar Dijiye. Aap Niche Picture Me Dekh Sakte Hai.
Dosto Ab Aapke Saamne Three Box Aayega Ab Aapko un Three Box me Aapke Purana Naam Enter Karna Hai. Yaha Par (Old Name) Hoga Uss Naam Ko Remove karde Aur ab Aap Avi Jo Facebook Profile New Name Rakhna Chahte Hai O Name Type kijiye.
1St. Box Me Apna Apna First Name Type Kijiye Jaise Ki Main Apna First Name Me Alone Type Kiya Hu.
Box B. Middle Name:
Box B. Middle Name:
2nd. Box Me Aap Apna Bich Baale Naam Dale Jaise KI Maine Yash Type Kya Hu. Aap Upar Picture Me Dekh Sakte Hai.
Box C. Last Name
Box C. Last Name
3rd. Box Me Aap Apna Last Name SurName Dale Jaise Ki Yadav, Kapoor, Khan etc. Maine Raaj Type Kiya Hu.
Apna Naam Type Karne Ke Baad Review Change Ke Option Par Click Kar dijiye.
Note:- Aap Agar Middle Name Ke Box Me Kuchh Nahi Rakhana Chahte Hai To Ese Blank Aaneki Khaali Bhi Chhor Sakte Hai.
Step7.
Dosto Aap Jaise Hi Review Change Ke Option Par Click Karte Hai Aapke Saamne Aapka Naam Se Milta Julta 3 Option Aayega. Aap jees Style Me Apna Naam Rakhana Chahte Hai Us Option Ko Select Kar Lijiye. Aap Niche Screenshort Me Dekh Sakte Hai.
How-to-Change-Facebook-Profile-Name |
1st. Option :- Es Me Aapka Pura Naam Rahega Jaise Ki Firs Name, Middle Name And Last Name Agar Aap Es Tarh Se Apna Naam Rakhna Chahte Hai To Es Option Ko Select Kare.
2nd. Option:- Es Option Me First Name & Last Name Rahega Aaneki Es Me Middle Name Nahi Hai.
3rd. Option:- Es Option Me Aap Ka Naam Ulta Rahega Jai Ki Last Name, Middle Name And First Name. Es Tarh Se Aap Ka Naam Show Krega. agar Aap Bhi Apna Naam Es style Me Rakhna Chahte Ho To Es Option Ko Select Kar Lijiye.
Naam Baale Option Ke Thik Neeche Ek Or Box Hai Us Box Me Aap Apna Facebook account Ko Jis Password Se Login Karte Hai O Password Type kar Dijiye.
Facebook Name Select Aur Password Type Karne Ke Baad Save Change Par Click Kar Dijiye.
Step8.
Dosto Jaise Hi Aap Save Change Par Click Karte Hai Aapke Saamne Ek massage Aayaega. Aap Niche picture Me Dekh Sakte Hai.
How-to-Change-Facebook-Profile-Name |
IMPORTANT NOTE:- Dosto Aap Upar Ke Picture Me Dekh Sakte Hai Ki Ek NOTE HAi. Es Note Me Likh Hai "Ek Baar Name Change Karne Ke Baad Aap Agle 60 Din Tak Apna Faceboom Ka Profile Neme Doobra Change Nahi Kar Sakte Hai. Agar Aap Duwara Naam Change Karna Chahte Hai To Aap Ko 60 din Tak Wait Karna Hi Parega" Ye Facebook Ka Roule Hai.
Congratulation Friends!!! Ab Aapke Fcebook Account Ka Profile Name Change Ho Chuka Hai. Aap Apne Facebook Account Ko Refresh Karke Dekh Sakte Hai.Aapka Facebook Profile Name Change Ho Chuka Hoga.
Dosto Esi Tarh Se Aap Apna Facebook Account Ka Profile Name Bahut Hi Aasani Se Change Kar Sakte Hai.
Dosto, Main Aasha Karta Hu Ye Article Aapko Pasnd Aaya Hoga. es Article Se Related KoI Bhi Salah Sujhab Dena Chahte Hai Yaa Feer Facebook Ka Profile Name Change Karne Me Koi Problem Hai To Plz Niche Comment Box Me Jaake Hume Comment Jarur Kare. Hum Aapke Saare Sawal aur Problem Ka Solution Dene ki Puri Kosis karunga. To Dosto Esi Tarh Hamare Blog DailyNewThink.Blogspot.Com Par Aate Rahiye. Janakri Lete Rahiye. Aur Bhi Topic Ke Baare Me Jankari Lene Ke Liye Hamre Menu Baar Ek Baar Jarur Check Kare. Ho Sakta Hai Koi Topic Aabka Kaam ka Ho. to Chaliye Dosto Next Topic Pe Feer Se Milte Hai Tab Tak Ke Liye Bye Bye...
💖 Thank You So Much 💖
Author:- सुSHiल
DailyNewThink.blogspot.com
Thank You ConversionConversion EmoticonEmoticon