World Ka Top 20 Popular Brands Name Ka Full Forms Jise Aap Shayad Hi Jatne Honge? Puri Jankari Hindi Me.
Hello Doato Main, Sushil Kumar Aap Sabhi Ko Mere Blog "DailyNewThink.BlogSpot.Com" Me Bahut Bahut Swagat Karta Hu. Dosto Aaj Ke Es Article Ham Janenge To 20 Popular Brands Name Ka Full Forms Jise Aap Shayad Nahi Jatne Honge Agar Aap Bhi en Saare Popular Band Ka Pura Naam Jana Chahte Hai To Es Article Ko Suru Se Lekar Aakhir Tak Jarur Padhe Kyuki Main Es Article Me Wo Saare Popular Brand Ka Full Form Ek Ek Karke Bataya Hu To Chaliye Ham Start Karte Hai.
Dosto Ham Apne Full Life Yese Bahut Saare Popular Brands Aur Products Ka USE Karte Hai Aur Un Sabka Ham Sirf Short Name Se Hi Jante Hai Uska Full Name Kya Hai Ye Kabhi Nahi Jante Hai To Chaliye Aaj Ham Aapko Batate world Ka TOP 20 Popular Brands Ka Full Forms Kya Hai.
World Ka Top 20 Popular Brands Full Form In Hindi?
01. "BMW" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto BMW Ka Pura Naam “Bayerische Motoren Werke” Hai Es Brand Ka Bahut Saare Luxury Car Market Me Hai.
![]() |
top-20-popular-brands-name-ka-full-form |
02. "HP" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto Hp Ka Pura Naam “Hewlett Packard” Hai Aur Ye Ek American Multinational information Technology Company Hai Jo Ki Ye Khas Kar Computer Aur Laptops Ke Liye Jana Jata Hai.
![]() |
top-20-popular-brands-name-ka-full-form |
03. "LG" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto LG Ka Pura Naam "Lucky Chemical" Hai. Dosto LG Company Ko Pahle GoldStar Ke Naam Se Jana Jata Tha Par 1995 Me Lucky Chemical Aur LG Cable Dono Company Mill Kar Ek Ho Gaya Tab Eska Naam "Lucky Chemical" Ho Gaya Hai.
![]() |
top-20-popular-brands-name-ka-full-form |
04. "JBL" Ka Full Form Kya Hai?
![]() |
top-20-popular-brands-name-ka-full-form |
05. "AMUL" Ka Full Form Kya Hai?
AMUL Ka Full Form “Anand Milk Union Limited” Hai Aur Ese Anand Ke Naam Par Rakha Gaya Hai Aur Ye Idia Ke Gujarat Me Hai.
![]() |
top-20-popular-brands-name-ka-full-form |
06. "IBM" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto Es Ka Pura Naam “International Business Machines” Hai Aur Eski Suruwat 1911 Me Huwa Tha Aur 1924 Me Eska Naam Change Karke “International Business Machines” Rakh Diya Gaya Aur Eska Full Form Yehi Hai.
07. "Adidas" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto Adidas Ka Full Form "Adolf Dassler" Hai Ye Bahut Hi Jyada Popular Sportswear Company Hai.
![]() |
top-20-popular-brands-name-ka-full-form |
08. "DKNY" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto DKNY Ka Full Form "Donna karan New York" Hai. Ye Ek Fashion Brand Hai Aur Es Company Ka Naam Eske Sthapak Donna Karan Ke Naam Par Rakha Gaya Aur Eska Sthapna New York Me Huwa Tha.
![]() |
top-20-popular-brands-name-ka-full-form |
09. "ICICI Bank" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto "ICIC BANK" Ka Full Form- "Industrial Credit and Investment Corporation of India" Hai. Eska Suruwat CICI Indian financial institution Ne Kiiya Tha.
10. "HDFC Bank" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto HDFC Bank 1994 Me Register Huwa Tha, HDFC Bank Ko Indian housing company “Housing Development Finance Corporation” Ne Promote Kiya Tha Aur esi Se HDFC Bank Ka FullForm Diya Gaya.
11. "BPL" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto "BPL" Ka Full Form - “British Physical Laboratories” Hai Aur Ye Ek Television Brand Hai.
12. "ESPN" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto "ESPN" Ka Full Form - “Entertainment And Sports Programming Network” Hai Aur Ye Ek sports Broadcasting TV Channel Hai.
13. "ITC" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto ITC Ko Pahale “Imperial Tobacco Company” Ke Naam Se Jana Jata Tha Par 1970 Me Eska Naam Change Karke Eska Naam “Indian Tobacco Company” Rakh Diya Gaya. Tab Se Ese esi Naam Se Jante Hai.
14. "INTEL" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto "INTEL" Ka Full Form “Integrated Electronics” Hai. Intel Ka Suruwat 1968 Me Huwa Tha. Ye Ek American Multinational Company Hai.
15. "MRF" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto "MRF" Ka Full Form - "Madras Rubber Factory" Hai. MRF Ek Rubber product Manufacturing Company Hai Aur Eska Head Office Chenai Me Hai.
16. "AND" Ka Full From Kya Hai?
Dosto "AND" Ka Pura Naam - "Anita Dongre" Hai. Ye Ek Fashion Brand Hai.Anita Dongre Es Fashion Brand Ka Creative Founder Aur Designer Bhi Hai.
17. "LEGO" Ka Full From Kya Hai?
Dosto "LEGO" Ka Fu From - "Leg Godt" Hai. Hai Eska Meaning "Play Well" Hai Yani Achhe Se Khelo.
18. "IMDB" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto "IMDB" Ka Full Form- "Internet Movie Data Base" Hai. IMDB World Ke Sabhi Movies Aur Tv Show Ka Online Database Hai. Yaha Par Har Tarh Ki Movies Ko Rating De Sakte Hai.
![]() |
top-20-popular-brands-name-ka-full-form |
19. "CNN" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto "CNN" ka Full Form - "Cable News Network" Hai. Ye World Ka Sabse Bada Newa Channels Hai. Esme Desh Bidesh Ka Sabhi Latest News Hame Dekhane Ko Mill Jata Hai.
![]() |
top-20-popular-brands-name-ka-full-form |
20. "BBC" Ka Full Form Kya Hai?
Dosto "BBC" ka Full Form - "British Broadcasting Corporation" Hai. Ham Sab Ne Apne Life Me BBC Ka Naam Jarur Suna Hoga. BBC Me Redio, Internet Aur Television Broadcasting Jaisa Service Hame Milta Hai.
![]() |
top-20-popular-brands-name-ka-full-form |
To Dosto Aaj Ke Es Article Me Aap Sab ne Jana ki World Ki Top 20 Brand Company Ka Full Form Aane ki Pura Naam Dosto Main Aasha Karta Hu Ye Article Aap Sabko Jarur Pasnd Aayenge. Dosto Es Article Se Related Koi Bhi Salah Sujhaw Dena Chahte Hai To Hume Comment Jarur Kare Ham Aapke Saare Sawal Ka Jawab Dene Ki Pure Kosis Karnge.
Dosto Esi Tarh Hamare Blog "DailyNewThink.Blogspot.Com" Par Aate Rahiye Janakri Lete Rahiye. Aur Bhi Topic Ke Baare Me Jankari Lene Ke Liye Hamre Menu Baar Me Jaake Ek Baar Jarur Check Kare, Ho Sakta Hai Koi Topic Aapka Kaam ka Ho.
Dosto Ye Article Aapko Achha Laga Ho To Like, Comment Aur Apne Friends Ke Saath Social Media Par Share Karna Na Bhuliyega. To Chaliye Dosto Feer Se Milte hai Next Topic Pe Tab Tak Ke Liye Bye.
💖 Thank You So Much 💖
Author:- सुSHiल
Thank You ConversionConversion EmoticonEmoticon